غزل

Ghazal

Zainab Shakeel

ہوتے ہیں لوگوں میں سے بھی بہت پُراسرار لوگ، 
 پر اکثر وہ ہم میں سے ہوا نہیں کرتے۔
اور عزّتِ نفس تو ہوتی ہے ہر عزّت والے کی،
 پر اکثر عزّت دار، عزّت والے ہوا نہیں کرتے
اور کچھ لوگ سوچتے ہیں کہ اپنے پیسوں سے ہوتے ہیں،

پر اکثر ایسے اپنے، اپنے ہوا نہیں کرتے۔

زینب شکیل


Hote hain logon mein se bhi bohat pur-asrar log, 

par aksar woh hum mein se hoa nahi karte.

Aur izzat-e-nafs to hoti hai har izzat wale ki,

par aksar izzat-dar, izzat wale hua nahi karte.

Aur kuch log sochte hain ke apne paison se hote hain, 

par aksar aise apne, apne hua nahi karte.

Zainab Shakeel

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *