Ghazal
Alishba |
غزل جو لکھی تھی پھولوں کی مہکار پڑھ کر
تڑپتے کیوں ہو اس غزل کے اشعار پڑھ کر
کیا تھا ہم نے محض دنیا کی ستم ظریفی کا ذکر
تمھیں کیوں رونا آیا اسے بار بار پڑھ کر
اک تلاش کا منظر رہتا ہے یادوں کے گلشن میں
تیری آنکھوں میں کسی اور کے سلگتے آثار پڑھ کر
لاحاصل منزلوں کی قید نے جکڑا نہ تھا شاید
وگرنہ رات کاٹتے ہم تسبیح میں انتظار پڑھ کر
از قلم الشبہ
ghazal jo likhi thi phoolon ki mahkaar parh kar
tarapty kyun ho is ghazal ke ashaar parh kar
kya tha hum ne mehez duniya ki sitam zrifi ka zikar
tumhen kyun rona aaya usay baar baar parh kar
ik talaash ka manzar rehta hai yaado ke Gulshan mein
teri aankhon mein kisi aur ke sulagtey assaar parh kar
lahasil manzlon ki qaid ne jakra nah tha shayad
wager na raat kaatetay hum tasbeeh mein intzaar parh kar
Alishba
Instagram handle: @_alishbawrites
😍😍