Poetry #2

Poetry Kainat Jameel Abbasi Durr ho kar bhi inhen dil ke qarien rakhtay hain .hotay hain kuch saanp jinhein hum sar-e aasteen rakhtay hain .dooria itni ke kabhi jee bhar ke dekha bhi nahi .kurbateen aisi ke inhen hum” hum nashen” rakhtay hain .khud se barh kar karte hain hum fikar un ki. .un ko …

Poetry

Poetry Kainat Jameel Abbasi kon se log hain jo be hunar atay hain ?mohabbat bhi to hunar hai aik, aur mohabbat sab kar jatay hain .pehlay hansana, phir rulana aur dil toar kar chalay jana .tumhe to mohabbat ke siwa bhi kayi hunar atay hain .teri tawajah ko tarastay hain kayi peirokaar tairaytairay talkh lehjey …

Poetry

Poetry Kainat Jameel Abbasi برا نہ مانو تو kuch ashaar tumhe suna dun? bura nah manu tokuch kantay chupay hain, dikha dun? bura nah manu tomere dil mein umedon ke kuch chairag ab bhi roshan hain .inhen ab mein khud hi bujha dun? bura nah manu to–apne nah honay ka gham tum nahi samajh sako …

Poetry

Poetry Kainat Jameel Abbasi koi jo khowaboon ki tabeer betaye khowaboon meinmein un ki tabeer sunon mere khowaboon meinkya koi hai khawab ki tabeer bitanay wala ?mein ne aksar usay paaya hai mere khowaboon meinwoh to pathar sa kabhi jee bhar kar hansa bhi nahi ho gawoh jo aata hai to ro parta hai mere …

Poetry

Poetry Kainat Jameel Abbasi Meri haqeeqat mein ho tum ik khush fehmi. .Meri hasrat mein aashiyaan tum ho. .Aankh kholon to mein hon teesra koi .Mere khowaboon mein mere butaan tum ho !Tumhari aawaz sukoon hai meri samaat kaWoh to kehte hain barray bad zabaan tum ho. .Mere baghoon ki sarzamen ho tumKari Dhoopon mein …