Mera Sawal

Urdu Poetry Mehwish Manzoor Mera sawal !duniya ke munsifon se haimera sawal !insaaniyat ke almbrdaron se haihaqooq insaan kaparchaar karne walon se haikya musalmaan ka khoon khoon nahi hai ?ya phir musalmaan insaan nahi hainmusalmaan apne difaa meinpathar bhi uthayen to mujrim thahreyun ke mukhalif topain bhi chalayeinto aman ke tamghe seenay pay sajayeinmera sawal …

Tera naam likhun

Poetry Samiya Alam tera naam likhun .tujhe khaas likhun .tera naam likhun . . .tujhe khaas likhun . . .tujhe apna har ehsas likhun . .kar na sakun lafzon mein bayan. .koi ho na saka. . .jo tu hai mera. .. . Samiya Alam