Poetry

Kainat Jameel Abbasi

کوئی جو خوابوں کی تعبیر بتائے خوابوں میں
میں ان کی تعبیر سنوں میرے خوابوں میں
کیا کوئی ہے خواب کی تعبیر بتانے والا؟
میں نے اکثر اسے پایا ہے میرے خوابوں میں
وہ تو پتھر سا کبھی جی بھر کر ہنسا بھی نہیں ہو گا
وہ جو آتا ہے تو رو پڑتا ہے میرے خوابوں میں
کچھ ایسا ہے کہ اسے چھوڑ جاتے ہیں سب ساتھی
مگر میں نے اسے تھاما ہے میرے خوابوں میں
کسی کے چھوڑ جانے سے اسے کوئی فرق نہیں پڑتا
مگر وہ تو بہت افسردہ ہے میرے خوابوں میں
کسی اپنے کہ مرنے پہ ماتم بہت کیا اس نے
پھراس کو سنبھالا ہے میں نے میرے خوابوں میں
وہ یوں تو بھول جاتا ہے اکثر سب ہی لوگوں کو
مگر وہ بھلا نہیں پاتا مجھے میرے خوابوں میں
حقیقت میں تو وہ محو گفتگو ہے سب غیروں سے
مگر وہ ہمکلام صرف مجھ سے ہے میرے خوابوں میں
وہ ویسے تو غموں کو دل میں چھپا کر رکھتا ہے
مگر اس کی رازدان ہوں میں میرے خوابوں میں
وہ جو زبان سے کہ دے وہ سب ہی سنتے ہیں
مگر اس کے دل کی سنی ہے میں نے میرے خوابوں میں
میں اسے کچھ کہنے کا حق تو نہیں رکھتی مگر
اس نے مانی ہے ہر ضد میری میرے خوابوں میں
حقیقت میں تو وہ میرا کچھ بھی نہیں ہے مگر خیر
وہ میرا ہی سب کچھ ہے میرے خوابوں میں
وہ ایک خواب ہے اور ہے بھی میرے خوابوں میں
میں کیسے بتائوں تمہیں وہ فقط میرا ہے میرے خوابوں میں

از قلم    کائنات جمیل عباسی



koi jo khowaboon ki tabeer betaye khowaboon mein
mein un ki tabeer sunon mere khowaboon mein
kya koi hai khawab ki tabeer bitanay wala ?
mein ne aksar usay paaya hai mere khowaboon mein
woh to pathar sa kabhi jee bhar kar hansa bhi nahi ho ga
woh jo aata hai to ro parta hai mere khowaboon mein
kuch aisa hai ke usay chore jatay hain sab saathi
magar mein ne usay thaama hai mere khowaboon mein
kisi ke chore jane se usay koi farq nahi parta
magar woh to bohat afsurdah hai mere khowaboon mein
kisi –apne ke marnay pay maatam bohat kya is ne
phras ko sanbhala hai mein ne mere khowaboon mein
woh yun to bhool jata hai aksar sab hi logon ko
magar woh bhala nahi paata mujhe mere khowaboon mein
haqeeqat mein to woh mehv guftagu hai sab gheiron se
magar woh humkalam sirf mujh se hai mere khowaboon mein
woh waisay to gamoon ko dil mein chhupa kar rakhta hai
magar is ki raazdaan hon mein mere khowaboon mein
woh jo zabaan se ke day woh sab hi suntay hain
magar is ke dil ki suni hai mein ne mere khowaboon mein
mein usay kuch kehnay ka haq to nahi rakhti magar
is ne maani hai har zid meri mere khowaboon mein
haqeeqat mein to woh mera kuch bhi nahi hai magar kher
woh mera hi sab kuch hai mere khowaboon mein
woh aik khawab hai aur hai bhi mere khowaboon mein
mein kaisay bathaoon tumhe woh faqat mera hai mere khowaboon mein

Writer: Kainat Jameel Abbasi

Insta Id : @kainatjameelabbasi._.official

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *