Poetry

Poetry Khadija Rao khaala aap chandni raat ka naram ujalakhushbu ka safar dua ka hawalamausam Gul ki taaza sun-hwa subah ki narmimohabbat ki gehri magar halki si chamak aap ki hansi mein hai zindagi ki Ramaqaap ki baton mein hai mohabbat ki chamakaap ki goad mein hai sukoon ka jahanjaisay maa ki dua jaisay kkhuda …

Poetry

Poetry Khadija Rao Be basi aur Rab ki Qudrat yeh kaisa dhund mein lipta samaa hai ?ke ashkon ka darya rawan hai !yeh rahein Bhatakti hain kyun darbadar ?yeh khowaboon ki kirchiyaan bikhairain jidhar ! zamee be qarar, aasmaa khamosh hai ,sun-hwa bhi hai gum sum, be hosh hai ,har ik simt chhai udasi ki …