غزل

Ghazal Zainab Shakeel Log mohabbat karte hain jeene ke liye, humne mohabbat ko kho kar jeena seekh liya, khud-shanasi seekh li, khud se mohabbat karna seekh liya, apnon ke liye apna rehna seekh liya. Jisne mohabbat ki, use mohabbat di, aur jisne toot kar chaha, use sarahana seekh liya. Jisne mohabbat kho kar marna chaha, …

غزل

Ghazal Zainab Shakeel Hote hain logon mein se bhi bohat pur-asrar log,  par aksar woh hum mein se hoa nahi karte. Aur izzat-e-nafs to hoti hai har izzat wale ki, par aksar izzat-dar, izzat wale hua nahi karte. Aur kuch log sochte hain ke apne paison se hote hain,  par aksar aise apne, apne hua …

غزل

Ghazal Zainab Shakeel Ab na jane kyun yeh sochta hoon,Ke ruk jata ya rok liya jata. Apno mein rehne se to acha tha,Ke ghairon mein bik jata ya bikwa diya jata. Akele rahi se to behtar tha,Ke koi munafiq sath ho leta,Safar tay ho jata ya manzil ko paa liya jata. Faqat, ab na jane …

غزل

Ghazal Zainab Shakeel Jo ho gaya, wo guzar gaya. Jo ho raha hai, wo guzarne do. Jo guzar gaya, to use yaad na karo, ke jo yaad karoge to ulajh jaoge, jo ulajh gaye, to sulajh na paoge. Ulajhna aur sulajhna zindagi ki shart hai. Is shart ko kabhi bhi sulajha na paoge, go ke …

غزل

Ghazal Zainab Shakeel Tere saath hota hoon, to jhoomta rehta hoon, Tere bagair, murjhaya hua patta sa lagta hoon. Tere saath hota hoon, to badlon sa hota hoon, Tere bagair, baarishon ke qatron sa lagta hoon. Tere saath hota hoon, to saara jahan khoobsurat lagta hai, Tere bagair, is lafz-e “jahan” mein khoobsurti dhoondne lagta …

غزل

Ghazal Zainab Shakeel Ek uljhan hai, jo phir kabhi suljhaungi main, Kabhi waqt mila, to tumhein bhi bataungi main. Munaafiqon ki bheed hai, dil weeran hone nahi dete, Jab kabhi khaali ho jaaye, to tumhein bhi aazmaungi main. Jo khare nikle, to humraahi o humraaz tum hi hoge, Jo dagha baaz nikle, to ek aur …

غزل

Ghazal Zainab Shakeel Bohat arsay baad jo deedaar-e-yar karte hain, Chalo phir dekhein, aye dil-e-gham zada Humein kin kin logon mein shummar karte hain. ,Na jaane kitne sawaal karte hain,  Ab hum bhi labon par Na laayengay koi sawal Na un ke sawaalon ka jawaab denge Ghoor se dekhenge bas unhein ik baar, Kyunke bohat …

Poetry

Poetry Khadija Rao khaala aap chandni raat ka naram ujalakhushbu ka safar dua ka hawalamausam Gul ki taaza sun-hwa subah ki narmimohabbat ki gehri magar halki si chamak aap ki hansi mein hai zindagi ki Ramaqaap ki baton mein hai mohabbat ki chamakaap ki goad mein hai sukoon ka jahanjaisay maa ki dua jaisay kkhuda …

Poetry

Poetry Khadija Rao Be basi aur Rab ki Qudrat yeh kaisa dhund mein lipta samaa hai ?ke ashkon ka darya rawan hai !yeh rahein Bhatakti hain kyun darbadar ?yeh khowaboon ki kirchiyaan bikhairain jidhar ! zamee be qarar, aasmaa khamosh hai ,sun-hwa bhi hai gum sum, be hosh hai ,har ik simt chhai udasi ki …

Poetry #2

Poetry Kainat Jameel Abbasi Durr ho kar bhi inhen dil ke qarien rakhtay hain .hotay hain kuch saanp jinhein hum sar-e aasteen rakhtay hain .dooria itni ke kabhi jee bhar ke dekha bhi nahi .kurbateen aisi ke inhen hum” hum nashen” rakhtay hain .khud se barh kar karte hain hum fikar un ki. .un ko …