Ghazal

Poetry Abdul Majid woh mushkil kusha kehte hain is kotabib meri dawa kehte hain is kojo piye chhachh bhi phoonk phoonk kardoodh ka jala kehte hain is komujhe woh ho gaya hai aap sewoh! kya kehte hain is kohamara mazhab hai ishhq, hamara firqa mohabbatso hum kkhuda kehte hain is kohamari hi rafaqat usay raas …

palestine

Yaum-ul-Atfaal

Urdu Poetry  Samreen Firdaus Yaum-ul-Atfaal Kabhi ma’soomiyat likho To bachche yaad aate hain Koi nanhi kali jab bhi chatakti hai To bachche yaad aate hain Kabhi barish ke mausam mein Falak par be-wajah hi ghoomte, Itkheliyan karte Kisi badal ko jab dekho To bachche yaad aate hain Kisi lamhe Hawa ka koi jhonka Jab shararat …

Yun To Na Hasil Hogi Masjid-e-Al-Aqsa

Poetry Nausheen Husain Yun toh na hasil hogi Masjid-e-Al-AqsaYun toh na qayam hoga poori duniya mein Islam Jab tak hai har shakhs ke zahen mein behayaiJab tak rahengi ghr ki betiyan be-pardaNahin kahlayengi wo Islam ki shahzadiyanJab tak rahengi wo beparda Yun toh na qayam hoga poori duniya mein IslamYun toh na hasil hogi Masjid-e-Al-Aqsa …

Gaza ke Bazaar

Urdu Poetry Mehwish Manzoor Gaza ke bazaar ankhen lahoo lahoo hainjigar taar taar haincharon taraflaashon ke ambaar hainyeh qabrastan nahiGaza ke bazaar hain Mera Sawal by Mehwish Manzoor Instagram: @qalam_bil_yaqeen