غزل

Ghazal Zainab Shakeel Jo ho gaya, wo guzar gaya. Jo ho raha hai, wo guzarne do. Jo guzar gaya, to use yaad na karo, ke jo yaad karoge to ulajh jaoge, jo ulajh gaye, to sulajh na paoge. Ulajhna aur sulajhna zindagi ki shart hai. Is shart ko kabhi bhi sulajha na paoge, go ke …

غزل

Ghazal Zainab Shakeel Tere saath hota hoon, to jhoomta rehta hoon, Tere bagair, murjhaya hua patta sa lagta hoon. Tere saath hota hoon, to badlon sa hota hoon, Tere bagair, baarishon ke qatron sa lagta hoon. Tere saath hota hoon, to saara jahan khoobsurat lagta hai, Tere bagair, is lafz-e “jahan” mein khoobsurti dhoondne lagta …

غزل

Ghazal Zainab Shakeel Ek uljhan hai, jo phir kabhi suljhaungi main, Kabhi waqt mila, to tumhein bhi bataungi main. Munaafiqon ki bheed hai, dil weeran hone nahi dete, Jab kabhi khaali ho jaaye, to tumhein bhi aazmaungi main. Jo khare nikle, to humraahi o humraaz tum hi hoge, Jo dagha baaz nikle, to ek aur …

غزل

Ghazal Zainab Shakeel Bohat arsay baad jo deedaar-e-yar karte hain, Chalo phir dekhein, aye dil-e-gham zada Humein kin kin logon mein shummar karte hain. ,Na jaane kitne sawaal karte hain,  Ab hum bhi labon par Na laayengay koi sawal Na un ke sawaalon ka jawaab denge Ghoor se dekhenge bas unhein ik baar, Kyunke bohat …

Poetry

Poetry Khadija Rao khaala aap chandni raat ka naram ujalakhushbu ka safar dua ka hawalamausam Gul ki taaza sun-hwa subah ki narmimohabbat ki gehri magar halki si chamak aap ki hansi mein hai zindagi ki Ramaqaap ki baton mein hai mohabbat ki chamakaap ki goad mein hai sukoon ka jahanjaisay maa ki dua jaisay kkhuda …

Poetry

Poetry Khadija Rao Be basi aur Rab ki Qudrat yeh kaisa dhund mein lipta samaa hai ?ke ashkon ka darya rawan hai !yeh rahein Bhatakti hain kyun darbadar ?yeh khowaboon ki kirchiyaan bikhairain jidhar ! zamee be qarar, aasmaa khamosh hai ,sun-hwa bhi hai gum sum, be hosh hai ,har ik simt chhai udasi ki …

Poetry #2

Poetry Kainat Jameel Abbasi Durr ho kar bhi inhen dil ke qarien rakhtay hain .hotay hain kuch saanp jinhein hum sar-e aasteen rakhtay hain .dooria itni ke kabhi jee bhar ke dekha bhi nahi .kurbateen aisi ke inhen hum” hum nashen” rakhtay hain .khud se barh kar karte hain hum fikar un ki. .un ko …

Poetry

Poetry Kainat Jameel Abbasi kon se log hain jo be hunar atay hain ?mohabbat bhi to hunar hai aik, aur mohabbat sab kar jatay hain .pehlay hansana, phir rulana aur dil toar kar chalay jana .tumhe to mohabbat ke siwa bhi kayi hunar atay hain .teri tawajah ko tarastay hain kayi peirokaar tairaytairay talkh lehjey …

Poem

Poetry Amna Asghar جنت زادی کے نام Jannat Zaadi Ke Naam pyari Aiman !mujhe umeed hai ke tumaafton ke is saraye se kahin daur–apne dil ki terhankisi par aman jagah par ho giwoh jagahjahan doodh ki nadyaan behti hainjahan meethay meway mlitay hainjahan har rang ke phool khultay hainjahan Bichhdey roz mlitay hainwoh jagahjahan nah …

Poetry

Poetry Kainat Jameel Abbasi برا نہ مانو تو kuch ashaar tumhe suna dun? bura nah manu tokuch kantay chupay hain, dikha dun? bura nah manu tomere dil mein umedon ke kuch chairag ab bhi roshan hain .inhen ab mein khud hi bujha dun? bura nah manu to–apne nah honay ka gham tum nahi samajh sako …