Mera Sawal

Urdu Poetry Mehwish Manzoor Mera sawal !duniya ke munsifon se haimera sawal !insaaniyat ke almbrdaron se haihaqooq insaan kaparchaar karne walon se haikya musalmaan ka khoon khoon nahi hai ?ya phir musalmaan insaan nahi hainmusalmaan apne difaa meinpathar bhi uthayen to mujrim thahreyun ke mukhalif topain bhi chalayeinto aman ke tamghe seenay pay sajayeinmera sawal …

Tera naam likhun

Poetry Samiya Alam tera naam likhun .tujhe khaas likhun .tera naam likhun . . .tujhe khaas likhun . . .tujhe apna har ehsas likhun . .kar na sakun lafzon mein bayan. .koi ho na saka. . .jo tu hai mera. .. . Samiya Alam

Masoom Be Zarar Larki

Ghazal (Poetry) Areeza Writes Mushkiloon mein ghiri woh larkiUn se larnay ka janay kya andaz rakhti thiDard dil mein liyeJanay kaise honton par muskurahat rakhti thiKhud dukh ke samandar mein reh karDoosron ke dukh chunne ki janay kya ada rakhti thiTalkhiyan seh kar chehray par bala ka itminan rakhti thiKhamosh jheel si ankhon mein janay …

Khayalat

Poetry Tehreem Siddiqui Instagram: @the_struggling_writer Teray deedar ki hasrat, tera intezaar haiDil hamara to teri khaatir beqaraar hai Rakhtay ho apna chehra chhupa kar jo tumTumhari to zulfon mein bhi khumaar hai Na maro in nainon ke zehreelay nashtrhilaao lab, tumharay lafzon ka intezaar hai Maaloom nahi tum se mohabbat hai ya ishqbas tumharay naaz-o-andaaz …

Ubharte Rehna

Poetry Poet: Unknown Bhool Jana Bhi Use Yaad Bhi Karte Rehna,Acha Lagta Hai Isi Dhun Mein Bikharte Rehna Hijr walon Se Bari Der Se Seekha Ham ne,Zinda Rehne Ke Liye Jan Se Guzarte Rehna Kya Kahun kyun Meri Neendon Me Khalal Daalta Hai,Chand Ke Aks Ka Paani Mein Utarte Rehna Main Agar Toot Bhi Jaun …