Twenty nine days
Poetry (Twenty nine days) Rafial eman Twenty nine days
Poetry (Twenty nine days) Rafial eman Twenty nine days
” دھوکہ متاعِ دنیا کا” Poetry (Valentine poetry) Ammara Abid ” دھوکہ متاعِ دنیا کا”
English Poetry Alishba Jahan WARRIORS Waking up to the sound of bombs Seeing loved ones buried under the buildings Cries which are not heard But faith is still unshakable Mother’s losing their children Father’s burying them with their own hands How heartbreaking and devastating it must be Still their faith is unbreakable What wrongs did …
Urdu Poetry Samreen Firdaus Yaum-ul-Atfaal Kabhi ma’soomiyat likho To bachche yaad aate hain Koi nanhi kali jab bhi chatakti hai To bachche yaad aate hain Kabhi barish ke mausam mein Falak par be-wajah hi ghoomte, Itkheliyan karte Kisi badal ko jab dekho To bachche yaad aate hain Kisi lamhe Hawa ka koi jhonka Jab shararat …
Urdu Poetry Uswa Noor Uth Ke Ab Qayamat Qareeb Hai “Falasteen ki pukaar “ kabhi kisi bachay ko rotay dekha hai ?usay khanay peenay se mahroom kiya ho ?is ke maa baap ko mara ho ?samjho Falasteeni bachay bhi aisay hi rotay hain .kabhi kisi ghar ko jaltay dekha hai ?is mein rehne walon ko …
Urdu Poetry Binte Hawwa Uth Ke Ab Qayamat Qareeb Hai Uth ummate Muhammedﷺ , nikal unn Mazlumon ke khatir ,Uth ke ab qayamat qareeb hai .jaag ja, aawaz uttha, jehaad kar unn musalmano ke khatir ,Uth ke ab qayamat qareeb hai . chakna chur huve khawab saaray, unn theylon ko liye us baap ke ,kal …
English Poetry Bint-e-Nazir Let there be chapter of hope, In the story of Palestine In the heart of the Middle East, a land so old, A story of a people, a tale untold. Palestine, a name that echoes through time, In every verse, in every rhyme. Amidst olive groves and ancient walls, A struggle for …
Read more “Let there be chapter of hope, In the story of Palestine”
Urdu Poetry Mehwish Manzoor Gaza ke bazaar ankhen lahoo lahoo hainjigar taar taar haincharon taraflaashon ke ambaar hainyeh qabrastan nahiGaza ke bazaar hain Mera Sawal by Mehwish Manzoor Instagram: @qalam_bil_yaqeen
Urdu Poetry Mehwish Manzoor hum tum se sharminda hain ae masjid aqsa ke farzandonhum tujh se sharminda hainae qibla awwal ke shehzaadonsarfarosh jaan baz dilerotum ne haq wafa ada kar diya haiis daur ke karbalaa meinMujahid wafa ho tumhum tum se sharminda haintery girtay ilm ko utha nah sakayduniya ke munsifon ko jaga nah sakaytumhen …
Urdu Poetry Mehwish Manzoor Mera sawal !duniya ke munsifon se haimera sawal !insaaniyat ke almbrdaron se haihaqooq insaan kaparchaar karne walon se haikya musalmaan ka khoon khoon nahi hai ?ya phir musalmaan insaan nahi hainmusalmaan apne difaa meinpathar bhi uthayen to mujrim thahreyun ke mukhalif topain bhi chalayeinto aman ke tamghe seenay pay sajayeinmera sawal …