Let there be chapter of hope, In the story of Palestine

English Poetry Bint-e-Nazir Let there be chapter of hope,  In the story of Palestine In the heart of the Middle East, a land  so old, A story of a people, a tale untold. Palestine, a name that echoes through time, In every verse, in every rhyme. Amidst olive groves and ancient walls, A struggle for …

Hum Tum Se Sharminda Hain

Urdu Poetry Mehwish Manzoor hum tum se sharminda hain ae masjid aqsa ke farzandonhum tujh se sharminda hainae qibla awwal ke shehzaadonsarfarosh jaan baz dilerotum ne haq wafa ada kar diya haiis daur ke karbalaa meinMujahid wafa ho tumhum tum se sharminda haintery girtay ilm ko utha nah sakayduniya ke munsifon ko jaga nah sakaytumhen …

Mera Sawal

Urdu Poetry Mehwish Manzoor Mera sawal !duniya ke munsifon se haimera sawal !insaaniyat ke almbrdaron se haihaqooq insaan kaparchaar karne walon se haikya musalmaan ka khoon khoon nahi hai ?ya phir musalmaan insaan nahi hainmusalmaan apne difaa meinpathar bhi uthayen to mujrim thahreyun ke mukhalif topain bhi chalayeinto aman ke tamghe seenay pay sajayeinmera sawal …

Masoom Be Zarar Larki

Ghazal (Poetry) Areeza Writes Mushkiloon mein ghiri woh larkiUn se larnay ka janay kya andaz rakhti thiDard dil mein liyeJanay kaise honton par muskurahat rakhti thiKhud dukh ke samandar mein reh karDoosron ke dukh chunne ki janay kya ada rakhti thiTalkhiyan seh kar chehray par bala ka itminan rakhti thiKhamosh jheel si ankhon mein janay …

Khayalat

Poetry Tehreem Siddiqui Instagram: @the_struggling_writer Teray deedar ki hasrat, tera intezaar haiDil hamara to teri khaatir beqaraar hai Rakhtay ho apna chehra chhupa kar jo tumTumhari to zulfon mein bhi khumaar hai Na maro in nainon ke zehreelay nashtrhilaao lab, tumharay lafzon ka intezaar hai Maaloom nahi tum se mohabbat hai ya ishqbas tumharay naaz-o-andaaz …